Dosto Apko To Pata Hi Hoga Email Id Abhi Kitne Kam Ke Ho Gye Hai, Abhi Ke Jamane Me Har Kisi Official Kam Me Jarurat Padhti Hai, Or Agar Aap 18 Ke Ho Gye hai Or Apke Abi Bhi Email ID Ka Jarurat Nhi Padhte Toh Aap Jarur 19b Sadi me jee Sahe Honge. Khas Torfse Agar ap Student Hai Toh Email ID Bhut Jarurat Padhegi.
Kyu ki Dosto Abhi Digital India Jo Bangyi Hai, Phir Bhi Abhi Kisi Kisi Jagah Par Optional Aap Dekhte Honge Par Kuch din bad A Anivaary (Compulsory) Ho Jayega. Toh Me Aapko Aj mail.com par Email Id Kaise Banaye Oh Dikhaunga. Usse Pahle Ham Email Ke Bare Me Janlete Hai.
Email Account (Id) Kya Hai
Dosto Email Account (ID) Oh Hai Jiske Madad Se Ham Kisi Ko Internet Dowara Massage Karte Hai Like Vertual ID. Or Iska Symbol hai (@) Example: [email protected]
solutioninhindi- Username Hota hai, or jo email.com last me hota ha oh Extention Hai Matlab Kis Email Service Site Se Hai, Like- (Gmail, Yahoo,Mail,Microsof) wagaira wagaira sabka alag alag hota hai. Aap Inme Se Kisi me Bhi Bana sakte hai.
Basically Ye Bhut Jagah Par Kam Me Aate Jaise- Office, School, College, Interview, Bank, Etc Hamare Contact Karna Chahte Hai Ya Website Ko Agar Aap Subscribe Karna Chahte Hai Latest Update Ke Liye Toh Bhi Apko Email ID Ke Jarurat Hai, Toh Ab Aap Samajh Gaye Hi Honge Kitne Importent Hai Email ID, Toh Dosto Ab Ham Dekhenge Email ID Kaise Banate Hai-
Agar Aap Hamare Sath Contact Karna Chahte Hai Toh Contact Us Par Click Kare.
Aur Agar Latest Update Apne Email Par Pane Ke Liye Hamare Website Ko Subscribe Kare.
- Apna Facebook Page Kaise Banaye.
- Facebook Page One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Send Kare.
- Facebook Par Single Name Kaise Rakhe.
Email Account Kaise Banaye
Step-1

Step-2
- Yaha me Aap Apna First And Last Name dale.
- Gender Me Click Karke Apna Gender Choose Kare.
- Aap Apna Date Of Birth Dale.
- Yaha Apna Country Chune.
- Desired Email Address Me Aap Jo Email Address Rakhna Chahte Hai Oh Dale. Jaise Mera Email Desired Hai- (Solutioninhindi) Iske Aap Apna De. Phir Side Ke Arrow Me Click Karke Email Select Kare.
- Choose A Password- Yaha Apko Kamse Kam 8 Characters Dena Hai Jisme Mix Letters and Number, mix Lower and uppercase, Use Special characters (e.g.@) Me Appko Example- (Solution12@) is Tarah Apko Password Dena hai.
- Ya Phirse Ohi Password Ko Re-Type Kare.
- Ye Optional haiYaha Aap Contact Email Dena Chahta hai To De Sakte he.
- Yaha Apko Security Question Me Click Karke Choose Karna Hai jis type Ke Aap Rakhna Chahta hai. Like- What is your favorite Author?
- Jo Question Choose Kiye Uska Answare Yaha Type Kare.
- Verify Your Registration Me Click karke Apko Verify Karna Hai Ke Ap robot Nahi hai.
- Ab Ap I Accept create My Account Me Click kare.
Step-3
- New Email Address And Customer Number Note Kare Ya Phir Print Account Information Me Click karke Print Karle.
- Finally, Continue To Inbox Me Click kare.
Step-4
- Agar Apko Koy E-mail Kare (Massage) Toh Aap Yaha Se Check kar Sakta Hai.
- Yahase Aap Massage Send Kar Sakte Hai.
- Contact Yahase Apke kitne Contact Hai Oh Dekh Sakte Hai.
thanks so much
Awesome tricks broooo
Visite Again Bro..
Thank You
good post
Keep it up
Nice Post And Thanks ….
Thank You..
Thanks Visit Again Have Any Problem Just Tell Me…