
Dosto Jaise Ki Ham Sab Jante Hai Android Rooted Device Ek Bhut Hi Bade Customization Potential Hai. But Woh Tab Kam Karega Jab Apke Mobile Full Rooted Hoga, Agar Apke Mobile Root Kiya Hua Nhi Hai Tab Aap Sirf Difference Tarah Ki Mobile Launchers Install Karke Apne Mobile Ke Looks Improve Kar Sakte Hai.
- Android Mobile RAM Kaise Badhaye With & Without Root
- Kisi Bhi Mobile Me USB OTG Cable Kaise (Connect) Use Kare
- Mobile Android Version Update Kaise Kare (Version Badhaye)
So Agar Apko Android Mobile Se Kuch Experiments Wagaira Ya Phir Unique Looks And Performance Chahiye, Toh Apko Mobile Root Karna Hi Padega, Yedi Aap Root Ke Bare Me Nhi Jante Toh Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare Janne Ke Liye Yaha Click Kare, Agar Apke Pass PC Nhi Hai Toh Aap Mobile Root Kare Without PC Ye Post Read Karke Asani Se Apne Mobile Se Root Kar Sakte Hai, Root Karne Ke Baad Kya Kare Uski Jankari Yaha Dye Gaye Hai. Toh Chale Age Badhte Hai Or Jante Hai Actual Me Xposed Framework Kya Hai, Our Ye Kis Tarah Kam Karta Hai.
- Memory Card Se Deleted Data Videos Photos Recover Kaise Kare
- WhatsApp Par Fake Blank Empty Message Send Kaise Kare – (Secret Tricks)
- One Click Me Sabhi (All) Facebook Friends Request Accept Kaise Kare
- Top 5 Tips Mobile Battery Fast Charge Karne Ke Liye
Actually Ye Post Karne Ke Liye “Prateek” Ne Requirements Kya Hai, So Agar Apke Bhi Koy Question Hai Toh Comments Box Me Jake Apna Sawal Puch Sakte Hai Ya Phir Yaha Contact Us Par Click Karke Apna Message Send Kar Sakte Hai Or www.SoluitionInHindi.com Ke Sath Update Rahne Ke Liye
SUBSCRIBE Kare And Social Page Join Kare-> Facebook Group | Google+ | Twitter | LinkedIn | Facebook Page | Pinterest | Delicious |
Xposed Framework Kya Hai | What Is Xposed Framework In Hindi:
Friends Xposed Framework Groundbreaking Development Hain Jisse Aap Asani Se Install Or Configure Kar Sakte Hai. Basically, Ham Android Mobile Ko Upgrade Karne Ke Liye Bootloader Ko Unlock Karte Hai, Custom ROM Flash Karna Aur Dusre Mods Ko Bhi Install Karte Hai Aur Apne Android Mobile Ko Upgrade Karte Hai, But Custom ROM Flash Karne Ke Liye Aapke Device Ka Hi ROM Hona Jaroori Hai, Nahi To Device Me Custom ROM Install Nahi Kar Sakte.
- Slow Laptop/Computer Speed Fast Kaise Kare (Top 5 Working Tips)
- Computer Me WhatsApp Kaise Chalaye – Solution In Hindi
- Mobile Me Recycle Bin Features Kaise Add Kare – Solution In Hindi
So, Us Time Ham Xposed Framework Ki Madad Se Android Mobile Ko Customize Kar Sakte Hai. Or Iska Or Ek Fayde Hai Ke Aagar Apko Module Pasand Nhi Aati Ya Phir Koy Problems Ho Toh Aap Uninstall Bhi Kar Sakti Hai.
Yedi Aap Xposed Framework Apke Mobile Par Install Karne Se Pehle Soch Rahe Hai Ye Apke Mobile Par Depend Karti Hai, Toh Aap Galat Hai, Basically Xposed Apke Android Version Par Depend Karti Hai, Matlab Agar Apke Phone Thoda Old Hai Like- Device Version 4.0.3 Se 4.4.4 Toh Apko Iske Liye Alag Xposed Framework Install Karna Hoga, Or KitKat (4.0.3) Se Lekar Marshmallow ( 6.0.3) Android Version Tak Apko Alag Install Karna Hoga, Toh Chale Jante Hai How To Install The Xposed Framework On Any Android Phone In Hindi.
Before You Proceed:
Disclaimer: Please Niche Dye Gaye Steps Ko Aap Own Risk Par Follow Kare, Processing Me Agar Apke Device Damaged Ya Bricked Ho Jaye Toh Uski Jimmedar Aap Khud Honge. But Don’t Worry Abhi Tak Main Jitne Bhi Kiya Hu, Kisi Ka Mobile Bricked Ya Damaged Nhi Hya Hai. Or Haan Full Backup Jaroor Karle.
Xposed Framework Kaise Install Kare:
Friends Rooted Mobile Me Xposed Framework Install Karna Bhut Hi Easy Hai, Uske Liye Apko Sirf Nice Dye Gaye Steps Ko Carefully Follow Karte Rahna Hai.
Step 1 Sabse Pehle Xposed Installer Download Kare.
Note: Yedi Apko Android Version Ki Hisab Se Xposed Framework Install Karna Hai Toh Niche Uski Link Par Jake Download Kare.
- Version 4.0.3 Se 4.4.4 Ke Liye Yaha – Download Par Click Kare.
- Android Version 5.0.1 Se 6.0.3 – Download.
Xposed Framework Module Kaise Install Kare:
Step 1 Sabse Pehle Xposed Installer Open Kare.
Step 2 Ab ” Download ” Ki Option Par Click Kare.
Step 3 Now Modules List Show Hogi, Module Download (Install) Kare. Wayse Mujhe Power Button Par ” Reboot And Screenshot Option Leni Hai Isliye Me “Advanced Power Menu” Download Kar Raha Hoon, Apke Pasaand Ke Hisab Se Aap Download Kar Sakte Hai.
Note: Module Ek APK File Ki Tarah Hi Hoti Ha, Isse Aap Asani Se Apke Android Phone Me Install Karke Customize Kar Sakte Hai. So Ghabra Ne Ki Koy Baat Nhi Hai, Agar Apko Pasand Nhi Aaye Toh Unistall Bhi Kar Sakte Hai.
Step 4 Ab Xposed Framework Ki Home Me Jake Modules Option Choose Kare.
Step 5 Jo Bhi Modules Download Karenge Wo Yaha Show Karega. Yaha Apko Sirf Tik (√) Lagani Hai, Matlab Aap Jis Module Ko Enable (On) Karna Chahte Hai Uspar Tab Karke Sirf Tik (√) Lagake Use Kar Sakte Hai, Or Agar Apko Woh Feature Pasand Nhi Aaye Toh Apko Sirf Untik (Tik Remove) Kar Dene Se Woh Feature Disable (Off) Ho Jayega.
Step 6 Done! Itna Karne Se Apke Mobile Me Xposed Module Successfully Install Ho Jayega, So Enjoy Advance Features On Your Android Phone. 😖👍
Also Read:
- Apna Facebook Page Kaise Banaye -[Solution In Hindi]
- Facebook Page One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Send Kare
- Facebook Post Par Like Comments and Friends (Request) Kaise Badhaye – (Without Any Software)
- Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika [Secret Trick]
- How To Recover Deleted Messages On Facebook In Hindi (Secret Tricks)
- Facebook Account Permanently Delete Kaise Kare (Full Guide In Hindi)
- Facebook Par Feelings Live Chat And Photos Upload (Update), Kaise Kare
- Facebook Par Poke Kya Hota Hai Or Poke Ka Sahi Use Kaise Kare
- Facebook New Feature Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare
Ye Bhi Padhe:
- Time Set Karke Computer Automatic Shutdown Ya Restart Kaise Kare
- Pendrive Ko Bootable Kaise Banate Hai Step By Step Jane
- Email Account Kaise Banate Hai (SolutionInHindi)
- Linkedin Kya Hai Or Linkedin Par Apna Account Kaise Banaye -(SolutionInHindi)
- Google Par Gmail Account Kaise Banaye – [Complete Guide]
- Google Plus Account Kaise Banate Hai
- Google+ Page Kya Hai Or Kaise Banaye [Complete Guide]
- Facebook Account Deactivate Kaise Kare – Solution In Hindi
Helpful post…
Thanks
Thanks And Agar Kisi Step Me Samajh Me Nhi Aaye Toh Comments Karke Jarur Batana.
very nice post