Pendrive Ko Bootable Kaise Banaye?: How to make Bootable Pendrive for Windows 7, 8/8.1, 10 in Hindi. Dosto Aaj Ham Janenge- Windows Install Ya Format Karne Ke Liye, “Bootable Pendrive Kaise Banaye?“. Bhut Sare Dosto Ne Mujhe Pucha Ke Pendrive Bootable Kaise Banaye? Aur Booting Kya Hai? Bootable Hota Kya Hai?

Without Bootable Pendrive Se Windows Install Kaise Kare. Inn Sabhi Sawalo Ki Jawab, Yeh Article Par Apko Puri Jankari Mil Jayenge. Bas Aap Age Padhte Rahe.
Pendrive Ko Bootable Kaise Banaye – How to make Bootable Pendrive in Hindi?
Main Apko Top 3 Sabse Asan Method Ke Bareme Bataya Hai. Jiyadatar Log Issi Mei Se Koi Ek Method Se, Apne Pendrive Ko Bootable banate Hai.
Windows Format Kar Ke Install Karne Ke Liye Sabse Asan Method Hai, Isse Aap Microsoft Windows 7, 8, 10, macOS, Ya Linux Ki Koi Bhi Version Ko Install Kar Sakte Ho. to Chaliye Sabse Pehle ham Booting Ko Samjh Lete Hai.
Booting Kya Hai – (What is Booting in Hindi)?
Computer Me Booting Ek Process Hota Hai, Jo Apke Computer Ko Start Karne Ke Liye Process Karta Hai. Isko Aap Hardware Ki Duwara Suru (Start) Kar Sakte Hai. Jaise Button Se Ya Software Command Deke Chalu Kar Payenge.
Sayed Apko Pata Hoga, Computer Ki Central Processing Unit (CPU) Me Iska Koi Main Memory Me Software Nahi Hoti Hai. Issiliye Kuch process ko execute Karne Se Pehle Software Ko Memory Me Load Karna Hota Hai. Issi Process Ko Ham Booting Kahte Hai.
Types Of Booting in Hindi
Booting 2 Types Ki Hoti Hai.
- Cold Booting (Hard Boot).
- Warn Booting (Soft Boot).
#1. Cold Booting
Ye Woh Booting Hai, Jisko Ham Computer Ko switched off Karne Ke Baad Start Karte Hai. Computer Power Button Ko Dabakar On Karna Ko Cold Boot Kaha Jata Hai. Jaise Ham Normally Isko Hard Boot Kahte Hai.
#2. Warn Booting
Warm booting: Agar Apke Computer Crash Hone Ke Baad Restart Hoga Hai. Ya Normally Aap Khud Shutdown Menu Me Jake, Restart Button Par Click Karke, System Ko Restart Karte Hai. To Iss Restart Process Ko Warm Boot Ya Soft Boot Kaha Jata Hai.
Toh Chaliye Sabse Pahle Hum Janlete Hai Ke Bootable Actually Hota Kya Hai.
Bootable Kya Hai – (What is Bootable in Hindi)?
Computer/Laptop Ko Boot Karne Ke Liye Software File Hota Hai. Yani Bootable Ek Disk Ya Pendrive Me Kisi Bhi Operating System (OS) Software Ko Boot Ke Liye Ready Rakhna Ko Bootable Kah Sakte Hai.
Bootable Plug-In-Play Jaise Hi Hai, Kyu Ki Hume Pendrive Ko Laptop/Computer Me Lagane Ke Baad Sirf Restart Karna Hota Hai. Phir Bina Koy Setup Karke Hum Badi Aasani se Ubuntu, Windows Operating System Install Kar Sakte Hai.
Boot File Kya Hai – (What is Boot File)?
Jab Ham CD Ya Pendrive Ko Bootable Create Karte Hai. To Usko Under Jo Bhi OS Store Karte Hai, Jaise Windows 7, Windows 8/8.1 Ya Windows 10 Ek Hi File Me Hoke Create Karte Hai. Aur Ussi File Ko Aap Boot File Kah Sakte Ho.
Pendrive Ko Bootable Kaise Banaye – Create Bootable Pendrive
Jaise Ki Main Pehle Hi Apko Bata Chuka Hu Kisi Bhi Pendrive Ko Bootable Karne Ke Liye 3 Popular Method Bataunga Wale Hu, Aap Bas Mujhe Steps By Step Follow Karte Rahe.
Method1: CMD Se Bootable Pendrive Kaise Banaye? – Create Bootable using by cmd:
Aapko Pata Hi Hoga Command Prompt क्या है और कैसे Use करे? Agar Nahi Pata Hai Jake Pehle Ye Article Padhe. Isse Apko Idea Lag Jayega CMD Command Se Bootable Kaise Banate Hai. Agar Apne Padhliye Hai. To Chale Steps by Steps Jante Hai, “how to make Pendrive bootable using by cmd command”
Step1: Sabse Pehle Apke Computer/Laptop Me Command Prompt (CMD) Open Karne Ke Liye, Windows Key+R Ek Sath Press Kare.
Agar Apko Windows Key Samjh Me Nahi Aaya. To Aap Keyboard Le Left Side Me Windows Logo Ka Ek Button Hai, Usko Aur R Button Ko Ek Sath Press Kare.
Steps2: Ab Apke Samne Ek RUN Ka Dialog Box Open Hoke Aagiya Hai,
To CMD Type Karke Enter Kare.
Step3: Command Prompt (CMD) Open Ho Gaye Hai, Yeha Apko Bas Kuch Command Dena Hoga. Uske Liye Pahle Aap Pendrive Ko PC Me Laga Lijiye. Aur Han Pendrive 4GB Se Upar Hi Rakhe.
Step4: Toh Sabse Pahla Command Dijiye, “DISKPART” Type Karke Enter Kare.
Jaise Hi Enter Karenge Apko Ek Naya CMD Milega, Isse Diskpart Command Kahte He. Niche Screenshot Dekh Sakte Ho.
Step5: Ab Naya CMD Me “LIST DISK‘ Type Karke Enter Kare. Iss Command Se Ham Dekh Sakte Hai, PC Me Kitna Disk Hai. Usme Se Aapko Pendrive Wala Disk Hi Select Karna Hai.
Example: Ye Step Bhut Important Hai, Soch Samjhke Enter Kare. Agar Apka Pendrive Disk 2 Me Dikha Rahe Hai, To Apko SELECT DISK 2 Type Karke ENTER Kare.
Agar Disk 1 Dikha Raha Hai Toh SELECT DISK 1 Type Karna Hoga. Pendrive Ka Size Dekhke Choose Dekhke Pata Laga Sakte Hai Ye Konsa DISK Hai.
Note: Iss Option Ko Sahise Follow Kare Agar Sab Thik Lage Toh Hi Age Badhe, Warna Pehle SiH FB Page Me Message Karke Clear Karlo.
Step6: Disk Select Kar Liye Hai, To Ab Niche Diye Gaye Command Ko One by One Type Karke Enter Kare:
- CLEAN
- CREATE PARTITION PRIMARY
- SELECT PARTITION 1 (Agar Apne SELECT DISK 2 Kiye Ho Toh Yaha SELECT PARTITION 2 Enter Kare.)
- ACTIVE
- FORMAT FS=FAT32
Ab Kuch Der Wait Kare, 100% Complete Hone Ke Baad Next Command
- ASSIGN Enter Kare.
- Ab EXIT Enter Kare.
Toh Dosto Apke Pendrive Successfully Bootable Bangiya Hai, Ab Apko Agar Windows Install Ya Format Karna Hai. Toh Windows Ya Format File Pendrive Me Copy Kar Ke System Ko Restart karke Aasani Se Kar Sakte Hai.
Agar Apko Iss Method Me Kahi Problems Ho Rahi Hai Toh Comment Kare.
Or Pasand Aaye Toh Apne Friends Ko Share Kare & Kahe Ke Latest Update Ke Liye SolutionInHindi.com Par Visit Kare.
Method2: Pendrive ko Rufus Software Se Bootable Kaise Banaye.
Niche Screenshot Dekh Sakte Hai.
- Pendrive Select Kare.
- GPT Partition Scheme For UEFI Select Kare.
- Default Hi Rakkhe.
- Default.
- By Default Rahne De.
- ISO Image Select Kare.
- Click Karke Computer Me Save Ki Huyi Windows File Open Kare.
- Start Par Click Kare.
Method3: WiNToBootic Se Pendrive Ko Bootable Kaise Banaye?
- Apna Pendrive Select Kare.
- Quick Format Me Tick Lagaye.
Ye Bhi Padhe:
- Internet in Hindi – Internet क्या है और कैसे काम करता है?
- CPU in Hindi – CPU क्या है और कैसे काम करता है?
- Programming Language in Hindi – कंप्यूटर भाषा की पूरी जानकारी
- Mobile Hack Kaise Kare – (100% Working)
- Qualcomm driver kaise install kare.
- Driver signature error kaise fix kare.
- Windows 10 ko fast kaise kare.
Conclusion: Pendrive Bootable Kaise Banaye?
Pendrive Ko Bootable Kaise Kare Step By Step (Pendrive Ko Bootable Karne Ka Tarika) Jan Gaye Honge. Agar Aapko Bootable Karne Me Kisi Method Me Dikkat Aarahi Hai Toh Jarur Comment Kare.
Ummed Karta Hu, Apke Liye Ye Article Helpful Rahega. Agar Waki Me Aap Ke Liye A Post Helpful Raha. Toh Comment Karke Jarur Bataye. Aur Han Apne Friends Ke Sath Share Karna Na Bhule.
Latest Update Ke Liye and E-mail Me Update Pane Ke Liye Subscribe Kare Or Other Link Yaha Hai- Facebook Group |Twitter | LinkedIn | Facebook Page |
Last update: 14 jan 2021
Thank You
It's Awesome Tricks,
Yaar ISO File Kaha Milega…?
CMD se bootable karliya hu ab kaise windows 10 install kare?
Plz tell me
Really Helpful Tricks for me..
Thank You
CD Se Copy Ya Phir Net Se Download Kare..
Win 10 Ki CD Se iOS File Copy Kare Ya Phir Net se Download Karke Pendrive Me Le Uske Bad System Ko Restart Kare..
Welcome
Welcome
Really amazing post Keyword using guide
Really amazing post Keyword using guide
Thanks Its Realy Helpful For Me……!!!
Wah… Thanks mera kaam assan ho gaya…
Helpful article…
Dhanyabaad Author Jee…
Nice Post
Thanks..
Thank You Bro..
nice post..
nice bro
very helpful post
Wow.. Awesome post
Thanks
It?s really a nice and helpful piece of info. I?m glad that you just shared this helpful info with us. Please keep us informed like this. Thanks for sharing.
Thank You So Much Shaik Sameera Keep Support Us
Thanks Arman, Keep Visiting..
Thanks ANd Keep Supporting Us..
bhai pd kr reh hai to wo partition m success ki jgha kux ar option de rha h ar wo process b shi ki h
Diye Gaye Sabhi Command Ko Sahi Se Enter Karna Padega, Agar Apko CMD Ke Bare Me Jiyada Knowledge Nahi Hai, Toh Method 2 Rufus Software Se Pendrive Ko Bootable Kare. Bhut Hi Easy Hai.. Agar Kisi Step Me Samajh Na Aaye Toh Jarur Bataye.. Thanks & Keep Visiting..
Maine win xp downlod kiya or install karte error ata he ki ntoskral exe cuurept
I am ltonser. I need help. What can i do it?
You Can Follow Step-2 It’s Really Easy To Make Pendrive Bootable!
आपकी Website बहुत अच्छी है। में ने आपकी Website को bookmark करके रखा है। आपके article भी काफी Useful है। Thanks for sharing very useful knowledge
Thank you so much.
Hello there! This post could not be written any better!
Reading this post reminds me of my previous roommate!
He always kept talking about this. I will forward this article to him. Pretty sure he will have a good read.
Thank you for sharing!
Thanks!
Helpful info. Fortunate me I discovered your website by chance, and I’m surprised why this twist of fate didn’t came about earlier!
I bookmarked it.