Facebook Page Kaise Banaye (How to Create Facebook Business Page in Hindi): Kya Aap Chate Ho Apka Bhi Ek Business Page Ho Facebook Par Toh Aap Is Article Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke Aap Asani Se Facebook Page Create Kare.
Jee-Han, Aaj Ham is Post me Jenenge “Facebook Page Kaise Banaye In Hindi“. Aapko toh Pata hi Hoga Facebook Sabse Popular Site hai, Social Media Me.

Agar Aap Facebook Par Post Ya Video Upload Karke Paise Earn Karna Chahte Hai. To Apko Iske liye Facebook Page Create Karna Hoga. Tabhi Aap Facebook Page Par Brand Ka Promotion Karke Paise Kama Sakte Hai.
Ya Phir Agar Apka Website Hai. Ya Koi Koi Business Open Kiye Ho To Aaj Hi Apka Business Page create Kare Aur Facebook Par Promotion Kare.
Isse Apka Branding Bhi Badega Aur Product Sales Bhi Badega. Toh Chale Sabse Pehle Jante Hai Facebook Kya Hai? Aur Fb Page Sab Kyu Banate Hai.
Facebook Page Kya Hai Aur Kyu Use Kare?
Business, Brand, Masur Hastiya, Website, Singer, Ke kam Me Aate hai. Jaise ki Aaj Kal Ke Celebrities Matlab Mashur Hastiya Facebook Page Banake Aapne Friends Ke sath Sampark Banate hai. Jaise Aap ke Personal Profile me Friends hote hai Same usi Tarah ki hai.
Aur Aap toh jante hi Honge Fb ID me Sirf 5000 Friends hi Rakh sakte Hai Lekin Page Me Unlimited Fans Banake Online Business Ya Website Ko Free Me Promotion Kar Sakte hai.
Agar Apke Pas Online Business Ya Website hai or Aap Facebook Page Nhi Banaye hai toh aap Sabse Badi Galti karrahe hai, Kyu Ke Aaj ke Time me Jiyadatar Log Facebook me hi Active Rahte hai
Me Toh Sirf Itna hi Kahunga Aapke Business Ya Website Ko Agar Free Me Koy Promotion Karke Dega Toh Oh Social Media Hai, Jaise Fb, Twitter, Google + WhatsApp, Wagaira Wagaira.
Toh Aiye Ab Mobile Or Desktop (Pc) me Facebook Page Kaise Banaye Sikhte Hain.
Mobile Se Facebook Page Kaise Banaye – Step by Step Guide:
Step 1. Log on Facebook.
Facebook page create karne ke liye, Sabse pehle aap apna facebook accunt log in kare.
Step 2. Go to Pages
Pages Section Me Jane Ke liye. Top Side ke Right corner me “=” Par tab kare. Aur “Pages” par click kare.
Step 2. Tab Create Page
Ab Apko Pages Section Me “Create” Ka Option Par Tab Kare.
Step 3. Tab Get Started
Fb Page Create Karne ke Liye Ab Aap “Get Started” Ki Option Par Click Kare.
Step 4. Enter your Page Title
Yaha Aapka Business Page Ka Title Enter Kare. Jo Aap Rakhna Chahte Hain. Aur Phir “NEXT” Ki Button Par Tab Kare.
Note: Agar Name Available Nahi Hai. To Dusra Name Enter Kare
Step 5. Add Page Category
Aap Jo Page Create Kar Rahe Ho, Uska Category Aur Sub Category Add Kare. Caregory Add Ho Jaye To Next Par Click Kare.
Step 6. Add your Website
Agar Apka Koi Website Hai. To Yaha Website URL Ko Dale. Aur Agar Website Nahi Banaye Ho to Abhi Ke Liye SKIP Par Click Kare.
Step 7. Add a Profile Picture
Ab Apka Page Ka logo Ya Koi Ek Profile Picture Add Karna Chahte Hain. To Change Photo Par Click Kare. Photo select Karke Next Par Tab Kare.
Step 8. Add a cover photo
Page ka cover photo dale. Jo attractive lage, Isse Apka Page Dekhne Me Accha Lagega. Cover photo ke liye upload photo par click kare. Phir Photo select kare aur NEXT Par click Kare.
Step 9. Create a username & Add Description
Username: Apka Page Ka Username Set Kare. Isse Page Professional Aur Asani Se Koi Bhi Directly Search Karke Apke Page Par Aa Sakta Hai.
Description: Ispar Click Karke Page Ke Bare Me Thoda Information Likha. Jaise Ki Apka Page Par Visitor Ko Aap Kya Provide Karenge. Kyu Aap Iss Page Ko Create Kiye Etc.
Step 10. Done! All Set up Complete
Lijiye Sirf Itna Steps Ko Follow Karne Se Apka Fun page ya Business Page Successfully Banke Ready Ho Chuka Hai.
Issi Tarah Aap Android Mobile Se Facebook Page Create Kar Sakte Hain. Facebook App Aur FB Lite Dono Same Process Hai. To Facebook Lite Se Bhi Issi Method Ko Follow Kare.
- Aur Agar Apke Pass Desktop (Laptop/Computer) Hai. Toh Niche Wala Method Follow Kare.
Facebook Page Kaise Create Kare (Asan Tarika)
Sabse Pahle Aap Apna Fb Login Kar Uske Bad Step Follow Kare-
Step 1. Go to Create Page
Login ho giya hai toh Upper Ke Right Side Me Ek Arro Hoga Uspar Click Kare.
Arro me Click Karne Ke Baad Create Page Me Click Kare.
Step 2. Select Category
Ab Apke Samne Category Page Show Hoga In Me Se Aap Jis Type Ke Page Banana Chahte Hai Usme Click Kare.
- Me Aap Apne Page Ke Bare Me Kuch Likkhe Kyu Ke Visitor Samajh Sake Kis Bisay Me Aa Page Hai.
- Yaha Aap Apna Website Link Dale.
- Save Info Me Click Kare.
-
Upload Profile, Cover, Website
Is Step Me Aap Ko Picture Upload Karni Hai
- Agar Aap Aap Apne Website Picture Upload Karna chahte HAi Toh Image Link Dalke Upload Kare
- Yaha Aap Apne Computer se Image Select Karke Upload KAre.
- Picture Upload Hone Ke Bad Next Me Click Kare
- Ya Phir Skip Karke Bad me Picture Upload Kar Sakte Hai.
Step 6. Add to favorites
- Yaha Aap Country Ya City Jo Bhi Select Karenge Ohi Location Me Hi Aapke Page Show Karega, Otherwise Dusre Location Me Show Nhi Karega.
- Isme Jis Age Ki Logo Ko Aapke Page Dikhana Hai Us Age Ko Select Kare.
- Yaha Jis Gender Ki logo Ko Dikhana Chahte hai Oh Gender Hi Sirf Dekh sakte hai.
- Yaha Aap Apne Interested Page Select Kar Sakte Hai.
Note: Agar Apko Ya Sab Rakhna Chahte Hai Toh Save Me Click Kare Our Aagar Nhi Chahte Hai Toh Skip Me Click Kare.
To Lijiye Aapke Page Ready Ho Giya. Aur Apka Facebook Business Page Successfully Create Ho Chuka Hai.
Read More, Facebook Tips and Tricks:
- Facebook Account Safe Kaise Rakhe [Top 5 Secret Tips 2020].
- FB For Creator Kya Hai (What Is Facebook Creator In Hindi)?
- Facebook Par Single Name Kaise Set Kare – Full Guide
- Fb Page Like Ke Liye Sabhi Friends Ko One Click Invite Kaise Kare.
- Facebook Slideshow Video Kaise Banaye Create Kare.
- Facebook Account (ID) Delete Kaise Kare Permanently
- Fb Par Like Kaise Badhaye Mobile Se – Full Guide
- Facebook Account Hack Hone Ke Baad Kya Kare | Security Tips.
- Poke क्या है और कैसे Use करे?
- Facebook Password Change Kaise Kare – [Detailed Guide]
- Fb Auto Liker App Se Unlimited Likes Kaise Badhaye [100% Working].
- One-Click Me All Facebook Friend Request Accept Kaise Kare.
- Facebook Account Deactivate Kaise Kare – Full Guide.
- Fb Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika
- Facebook Year in Review 2020 Video Kaise Banaye
- Deleted Facebook Messages Recover Kaise Kare [Detailed Guide]
Conclusion: Facebook Page Kaise Banaye
Is Tutorial Me Hamne Sikha “Facebook Page Kaise Banaye” Yani Ab Aap Koi Bhi Facebook Business Page Create Kaise Kare. Iska Puri Jankari Apko Mil Gaya Hai. Agar Apka Koi Business Hai Ya Website Ha To Apko Facebook Ka Sakht Jarurat Hai.
Facebook Page Se Promotion Karne Bhut Asan Hai, Aur “Facebook Page Like Ke One-Click me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Kare. Yahase Jane. Aur Facebook Latest update Tips And Tricks Ke liye Hamare Facebook Page Like Kare. Iske Sath Fb Group Bhi join Kare.
Mujhe Ummid Hai Apke Liye Aa Post Helpful Raha Hoga. So Apne Friends Ke Sath Facebook Par Share Jarur Kare. Aur Agar Kisi Step My Problem Aayi to Niche Comments Karke Puch Sakte Hai.
Published on: Nov 14, 2016, at 11:53
Update on: Dec 06, 2019, at 6
Nice Post
Thanks
Thanks
page banake kya hoga???