Hi Friends, Aaj Ham Baat Karenge Kisi Bhi Mobile Android Version Update Kaise Kare. (Manually Android Version Kaise Badhaye). Yani Mobile Update Kaise Kiya Jata Hai iska Puri jankari Hindi me janenge.
Dosto Agar apke mobile me android version kam hai, toh aap iss post ko end tak thik se read kare. kyu ki is post se aap apke mobile ke android version increase kar sakte hai.
Basically hamare android phone me agar android version kam hote hai toh bhut kuch cheeze, version kam hone ke wajahse mobile phone me support nahi karta.
Apne kabhi note bhi kiye honge Play store se apps download karte time apko kaha jata hai, Apke mobile version kam hone ke wajahse aap is application ko download nhi kar sakte hai, “Not Supported Version Kitkat 4.4.2, 4.4.” Etc. Ayse message display karta hai.

Dosto Aaj ham details se janenge Root & Unroot Samsung Mobile Me Lollipop Version Update Kaise Karte Hai. Sirf Samsung nahi other sabhi android mobile me bhi aap asanise version upgrade kar sakte hai.
Android Version (OS) Kya Hai?
Android Lollipop ek Phone ki operating system hai. Jaise PC me hote hai windows 7, 10, etc. Same usi tarah ke hai. Lollipop ko google ne develop kya hai.
Aur ye bhut hi user-friendly hai, Lollipop ke features KitKat se bhut achcha hai. Aur Interesting hote hai. Lollipop Version Me Security ko bhi high kya hai.
Kitkat ko Improvement karke lollipop update kiya hai, Matlab KitKat me jo galtiya hya hai usko sudhar karke new latest version me update karte hai.
Agar Apke Mobile Me Latest Version Mobile Company dwara diye gaye hai, toh aap apne mobile ke android version ko asani se update kar sakte hai, Lekin sabhi company ne android latest version nahi deta hai.
Jaise old Samsung phone me upgrade karne deta hi nahi, par agar apke mobile automatic update method me nahi hota hai.
toh aap 2nd method niche diye gaye hai usse kisi bhi android version update kar sakte hai. So pahle ham automatic mobile update karne ka tarika janlete hai.
Android Mobile Ko Automatic Update Karne Ka Tarika.
Ye Method Bhut Hi Simple Hai, Agar Apke Device Me Update Company Dwara Diye Gaye Hai Toh. Automatic Update Karne Ke Liye Niche Diye Gaye Step-Ko Follow Kare.
#1. Sabse Pahle Aap Apne Mobile Setting Open Kare.
#2. Ab About Device Par Ok Kare.
#3. About Device Me Aagye Hai Toh Software Update Par Ok Kare.
#4. Update Now Par Click kare.
#5. Software Update Checking Start Ho Jayega. (Agar Version Update Available Hai Toh Show Karega)
#6. Show Kar Raha Hai Toh Ab Install Par Click Kare.
#7. Install Par Click karte Hi Download Hona Start Ho Jayega.
#8. Done! Kuch Der Wait Kare Download Complete Hote Hi Update Process Start Ho Jayega.
Note: Latest Version Update Me Lagane Se Pahle Backup Jarur Karle, Kyu Ki Apke Device Ke Sabhi Data Khatam Ho Jayega. Internet Connection Necessary hai, (Wifi Suggested) Aur Minimum 70% Charge Karle.
- Agar Apke Mobile Company Dwara Latest Version Update Nahi Diya Gaye Hai. To Niche Diye Gaye Method Ko Step by Step Follow Kare.
Mobile Android Version Update Kaise Kare (Manually Android Version Kaise Badhaye)
Root Ke Naam Toh Sune hi honge. Agar Nhi pata toh aap ye post padhe- Android Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare. Root ke bare me details se bataya gya hai. Root ke fayde or nuksan bhi dya hya hai.
Ye PC method hai, agar apke pass laptop/computer nhi hai toh- Mobile Ko Root Kaise Kare Without PC. Iss post ko read karke kisi bhi android mobile ko bina computer ke one click me root kar sakte hai. Niche Diye Gaye Requirements, And Steps-Ko Follow Karke Asani Ke Sath Android version upgrade kare.
Android Version Update Karne Ke Liye Requirements:
- Rooted Android Mobile.
- Lollipop Version Zip File.
- Minimum 80% Charge.
Phone Software Update Kaise Kare (Version Kaise Bahaye)
Step-1
Sabse Pahle Apko Lollipop Version Update Karne Ke Liye Lollipop Version Zip File Download Kare. Niche Download Link Me Jake Apke Phone Ke Hisab Se Download Kare.
Download Lollipop Zip File
Step-2
Step-3
Step-4
Note:-
Step-5
Step-6
Ab Lollipop Version.zip File Ko Select Kare. (Jo file download karke memory card me rakhe hai, us file ko sellect kare)
Step-7
Select Karte Hi Automatic, Update.zip File Install Hona Start Ho Jayega. kuch is tarah,
Step-8
Step-9
Install Ho Gaya Hai Toh, Reboot System Now Par Ok Kare. Or Kuch Der Wait Kare, Mobile Open Hoti Hi Apke Mobile Android Version Lollipop Me Update Ho Jayega.
Ye Bhi Padhe:
- Twitter Kaise Use kare – Step By Step.
- Linkedin Kya Hai Or Linkedin Par Apna Account Kaise Banaye.
- Olx Par Old Products Sell Kaise Kare.
- Google Drive Kya Hai Or Kaise Use Kare (Full Guide) – Solution In Hindi
- Zip File Kya Hota Hai (Full Guide) – Solution In Hindi
- Email Account Kaise Banate Hai.
- Google Par Gmail Account Kaise Banaye.
- Google+ Page Kya Hai Or Kaise Banaye [Complete Guide]
- Common Service Center Se Unlimited Paisa Kaise Kamaye
- Time Set Karke Computer Automatic Shutdown Ya Restart Kaise Kare
- Pendrive Ko Bootable Kaise Banate Hai Step By Step Jane
Conclusion
Is Article Me Bataye Gaye Steps Ko Follow Karke Aap Kisi Bhi Mobile Ka Android Version Increase Kar Sakte Hai. Matlab Chahe Apke Phone Vivo Ka Ho Ya Samsung, Oppo Ya Mi Phone Update Kaise Kare Uske Liye Uper Me Bataye Gaye dono Method Ko Apply Kare.
I Hope Ye Post Apke Liye Helpful Rahega, Our Kahi Kisi Step Me Problem Aye Toh Turaant Comments Me Jake Apke Problems Bataye, Solution Mil Jayega. www.solutioninhindi.com ko Subscribe Jarur Kare. And Other Social Media Par Like, Follow Kare –
wah g wah
Ab ayega maza
Bahi me root karleya hu par 4.4.2 h verson or aage kaysey hoga bahi jaldi karna post 6.0.1 krna h or otg sport chahiye rem v bahi mobile v cool nhi huwa yaar jaldi post kardey yaar or aage kya kru
Enjoy Kare. New Version Ko, Customize Karne Me Kahi Kisi Step Me Problem Aye Toh Jarur Batana.
Android Version 6.0.1 Karne Ke Liye Aap Iss Method Ko Proyag Kare, Sirf marshmallow 6.0.1 Ke .Zip File Download Karle. Baki same Process Hai. Our Nhi Toh Kuch Din Wait Kare, Android Version 6.0.1 Ke Bare Me Details Se Janenge Kaise Lollipop Version ko marshmallow me kaise update kare. RAM Kaise Badhaye Kal Tak Post Kar Dunga. Visit Karte Raho.
Really Great Article.. thnks for sharing..
Welcome Gaurav G..
Ok
Yaar enternl momrary v yaar mera sab kr dey na yaar
Jaldi kro na….yaāř
Aapne bohot acha article post kiya hai bhai
Choti se help or kardo
Y bata do ki
Zip fle ko unzip bhi karna hai ya nahi
Lollipop Zip file recovery mode se install karne par error show karta hai help
Zip file install karne par error dikhata hai help
zip file ko unzip karna hai ya nahi
bhai sab kuchh vsa ka vsa hi kiya hai pr zip file install name dikha ke screen black ho jagi hai or virsion update nahi hota
plz reply bhai
Zip File Me Jab Click Kya Toh Install successful Dikhaya Tha..? Step-5, 6, & 7 Ko Sahise Follow Karo
Ye Lollipop Ka hi Zip File Se Sahi Se Try Karo Sabhi Steps Ko Ho Jayega..
Sab Kuch Details Se Bataya Giya Hai Sabhi Steps Ko Carefully Read Ko Na..
Sir Mera mobile Sony hai Aur home button nahi hai to maine volume +) Aur power off ko Ek sath press kiya but mobile on h ho raha hai Aur volume -) Aur power off ko Ek sath press kiya to b mobile on h ho raha hai kya karu
Home Button Nahi Hai Toh, Aap Volume Up Key Or Power On/Off Key Ko Ek Sath Press Kare..
Agar Volume Up Key Se Nahi Hota Hai Toh Down Key Se Kare Ho Jayega, Phir Bhi Nahi Hota Hai Toh Ek Sath Dono Button Ko Press Kare Ya Phir Volume Key Ko 1-2 Seconds Pehle Press Kare Phir Power On/Off Ko Press Kare.. Recovery Mood Aajayega..
Details Se Janne Ke Liye Pehle Se Hi Post Kiya Hua Hai Check Kare Link-> Kisi Bhi Android Mobile Pattern Pin Lock Ko Kaise Tode
Agar Phir Bhi Koy Problem Ho Toh Hame Jarur Yaad Kare, Thank You Paralkar Keep Visiting And Latest Update Ke Liye SUBSCRIBE Kare..!!
Its like you read my mind! You appear to know a lot about this, like you wrote the book in it or something. I think that you can do with some pics to drive the message home a bit, but instead of that, this is wonderful blog. A great read. I’ll definitely be back.
Thank you!
sir mera phone samsung gts7562 (4.0.4) hai main ise naughat main update karna chahta hoo mujhe zip file downoad ka link dijiye please
Post writing is also a fun, if you be familiar with then you can write if not it is difficult to write.