Hi, Friends Aap sabhi Ko www.SolutionInHindi.com Par swagat Hai. Dosto Aaj Ham baat Karenge – Laptop/Computer Me WhatsApp Kaise Use Kare Bina Kisi Software Ke (Without Software).
Dosto Aap sabhi ko Toh Pata hi Hai Abhi ke jamane me koy SMS pack nhi dalta. Kyu ki abhi har ek Smartphone & Internet user Ke Pass WhatsApp Hai. Kyu nhi hoga WhatsApp par free me jo sab kuch ho jate hai. Jaise – Video / Voice Calling, SMS Chatting, Mp3, Video, Images, Location, Documents, Contact No, sab kuch badi aasani se Send kar sakte hai. Sirf Data Pack Dalo our Ek Sath Sabke mazalo. 80% Smartphone user Whatsapp se jude rahte hai. Lekin mobile Ya Tab Me Toh badi assani se WhatsApp download Karke use Karte Hai. Kuch friends ne Question bhi kiya tha ke Computer Me WhatsApp Kaise Chalaye.
Ghabra Ne ki Koy Baat nhi hai. Laptop/Computer Me WhatsApp Chalane Ke Liye Koy Rocket Science ki Jaruraat Nhi Hai. Computer me whatsapp use karne ke liye me apko 2 Method bataunga. Jo accha laga wo aap use kare. toh chale jante hai whatsapp web pc download.
- Mobile Me Recycle Bin Features Kaise Add Kare – Solution In Hindi
- Android Mobile Root Kya Hai Or Kaise Kare (Full Guide)
- Mobile Battery Jaldi Fast Charge Kaise Kare Top 5 Tips.
#Method No-1
Computer Me WhatsApp Use Karne Ke Liye Kiya Hona Chahiye :-
- Dosto Computer Me WhatsApp Use Karne Ke Liye Apke Pass Niche Ki 3 Chije Hona Jaruri Hai.
- Computer me whatsapp use karne liye Sabse pahle apko Internet Connection Lagega.
- Apke Smartphone par pahle se WhatsApp Account hona chahiye.
- Computer/Laptop par Google Chrome Software Install Hona Chahiye.
Computer Me WhatsApp Kaise Chalaye :-
Step-1
Download Chrome
Step-2
https://web.whatsapp.com/
Step-3
Step-4
Step-5
Step-6
- QR Code Scan Karte Hi Apke Laptop/Pc Me WhatsApp Start Ho Jayenge.
WhatsApp Web Version Me Kaise Dikhta Hai Niche Screenshot Me Dekhe.
Note:-
Network Connection Ke Wajahse Kuch Secounds/ Minutes Lag sakte hai. Nahi Hone Par Phir Se Try Kare, Nhi Toh Net Connection Jab Sahi Rahe Tab Kare.
Laptop/Computer Se WhatsApp Logout Kaise Kare
Computer Se WhatsApp Logout Kare :-
- Computer Se WhatsApp Ko Logout Karne Ke Liye Menu Me Click kare.
- Menu me click karne ke baad Logout par click karte hi apke account Logout ho jayega.
Mobile Se WhatsApp Logout Kare:-
- Apke mobile me jo whatsapp hai open kare.
- Open karne ke baad MENU me click kare.
- Click karne ke bad Whatsapp Web par click kare.
- Aab niche ” Log out from all computer ” likha hai uspar click karete hi apke account logout ho jayega.
- Facebook Account Permanently Delete Kaise Kare.
- How To Recover Deleted Messages On Facebook In Hindi.
- Facebook Friends Ko Automatic Birthday Wish Karne Ka Tarika.
- Facebook Post Par Like Comments and Friends (Request) Kaise Badhaye – (Without Any Software)
Computer Me WhatsApp Chalane Ke Liye Kiya Hona Chahiye
- Dosto Pc me whatsapp use karne ke liye apke pass ye 2 chij hona jaruri hai.
- Bluestacks.
- WhatsApp.
Bluestacks Kya Hai?
- Agar Apke Pass Bluestacks Nhi Hai, Our Soche Rahe Hai Computer Me Bluestacks Download Kaise Kare. Toh Niche Download Button Par Click Karke Kar Sakte Hai.
Download Bluestacks
Download WhatApp
- 2 No Apps Download Ho Giya Hai Toh Chale Jante Hai Computer Me WhatsApp Kaise Use Karte Hai. How To Use WhatsApp On Computer In Hindi
Computer Me WhatsApp Kaise Use Kare :-
- Bluestacks Download Ho Giya Hai Toh Install Kare.
- Install Karte Hi Apke Computer Me Jitne Bhi Mobile Supporter Apps Hai Jabka Icon Bluestacks ke Ho Jayenge. Ab Apke Pc Ne Rakhe Android Version WhatAap Ko Install Kare.
- WhatsApp Install Ho Giya Hai Toh Bluestacks Ko Open Kare.
- Bluestacks Ko Open Karte Hi Dekhenge Install Whatsapp Show Ho Raha Hai.
- Ab WhatsApp Par Click Kare.
- Click Karte Hi Apke Samne Mobile Me Jaise WhatsApp Install Karte Hai Same Usi Tarah Ke Show Hoga. Yaha Apko I Agree And Continue Par Click kare.
- Continue Par Click Karne Ke Baad Country And Mobile No Dalke Ok Par Click Karna Hai.
- Ok Par Click Karne Ke Baad Thoda Wait Kare. Jo Number Apne Dale hai Us Mobile No Ko Verification Karne Ke Liye 6 Digit Ke Code Message Me Aayega.
- Message Aagiya Hai toh Oh 6 Digit wala Code dalke Continue Kare.
- Continue Karne ke baad Yaha Apka Name Dale Ke Ok Kar Dena Hai.
- Lijiye Apke Computer Me WhatsApp Ho giya Hai. Hain Na Bhut Easy, Isi Tarah Aap Android Mobile Ke Sabhi Apps Ko Install Kar Sakte Hai. I Hope Ab aap jangye hi honge – Computer Me WhatsApp Kaise Chalaye.
Ye Bhi Padhe :-
- Common Service Center Se Unlimited Paisa Kaise Kamaye.
- Google Drive Kya Hai Or Kaise Use Kare.
- Facebook Page One Click Me Sabhi Friends Ko Invite Kaise Send Kare.
- Google Par Gmail Account Kaise Banaye.
- Google Plus Account Kaise Banate Hai.
- Google+ Page Kya Hai Or Kaise Banaye.
- Linkedin Kya Hai Or Linkedin Par Apna Account Kaise Banaye.
- Twitter Kaise Use kare – Step By Step.
- Email Account Kaise Banate Hai.
Mara a post karka Bohute Help kya ha Boss Thank you. …..!!!!!!
Kya yar tum bolatha ja next post Prattrn lock ka bara me bolo gy …
Very good Boss app ko ak bate bolna that bolu kya Boss.
Thank you app to mare help karraha ho aru ak Help chatha Bolu kya
Kuchu to Taka kama post da …..
Kuchu to Taka kama post da …..
Sunke Behat Ghusi Hya, Actually Solution In Hindi Sabke Help Karne Ke Liye Hi Banaya giya Hai. Thanks & Keep Visiting.
Sorry Thoda Late Ke Wajahse Post Karte Hi Apko Link Mil Jayega.
Ye Website Sabke Help Ke Liye Hi Hai Bolo Kya Bolna Na..
Thanks And Bolo Me Apka Kya Help Kar Sakta Hu..
Apke Matlab Earn Money Ke Post Karu..?
Visit Karte Rahe Bhut Jaldhi Post Karne Waka Hu.
Awesome yr
…ab mai v whatsapp use kar paunga…
Thanks bhai
Visit Karte Rahe Our Bhi Update Milenge.
Yaar Mera Nhi Ho Raha Hai..
QR Code Scan Hote Rahte Hai.. Kuch Or Nhi Hota..
Ab Kya Kare.
Network Connection Weak Hone Ke karan Ho Sakta Hai..
1-2 Bar or try Karo..
Bahut hi bsdhiya jankari thi mujhe to first method acha laga easy big hai
excellent issues altogether, you just received a emblem new reader.
What may you suggest about your post that you made some days
ago? Any certain?
Thanks for the good writeup. It in truth was a amusement account it.
Look complex to far delivered agreeable from you! However, how could we be in contact?